نا تجربہ کاری سے واعظ کی یہ ہیں باتیںاس رنگ کو کیا جانے پوچھو تو کبھی پی ہےnā-tajraba-kārī se vaa.iz kī ye haiñ bāteñis rañg ko kyā jaane pūchho to kabhī pī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
ہنگامہ ہے کیوں برپا تھوڑی سی جو پی لی ہےڈاکا تو نہیں مارا چوری تو نہیں کی ہےhañgāma hai kyuuñ barpā thoḌī sī jo pī lī haiDaakā to nahīñ maarā chorī to nahīñ kī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
اس مے سے نہیں مطلب دل جس سے ہے بیگانہمقصود ہے اس مے سے دل ہی میں جو کھنچتی ہےus mai se nahīñ matlab dil jis se hai begānamaqsūd hai us mai se dil hī meñ jo khiñchtī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
اے شوق وہی مے پی اے ہوش ذرا سو جامہمان نظر اس دم ایک برق تجلی ہےai shauq vahī mai pī ai hosh zarā so jāmehmān-e-nazar is dam ek barq-e-tajallī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi
واں دل میں کہ صدمے دو یاں جی میں کہ سب سہہ لوان کا بھی عجب دل ہے میرا بھی عجب جی ہےvaañ dil meñ ki sadme do yaañ jī meñ ki sab sah loun kā bhī ajab dil hai merā bhī ajab jī haiاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi