رمزِ زندگیRamz E Zindagi
جب سر میں ہوائے طاعت تھی سرسبز شجر امید کا تھاجب صرصر عصیاں چلنے لگی اس پیڑ نے پھلنا چھوڑ دیا
jab sar meñ havā-e-tā.at thī sarsabz shajar ummīd kā thājab sar-sar-e-isyāñ chalne lagī is peḌ ne phalnā chhoḌ diyā

اسی غزل سےIsi kalaam ke aur sher

ملتے جلتے اشعارIs mauzu par aur sher