خدمت پیر مغاں کر زاہدتو اب انسان ہوا جاتا ہےḳhidmat-e-pīr-e-muġhāñ kar zāhidtū ab insān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دل پریشان ہوا جاتا ہےاور سامان ہوا جاتا ہےdil pareshān huā jaatā haiaur sāmān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
موت سے پہلے مجھے قتل کرواس کا احسان ہوا جاتا ہےmaut se pahle mujhe qatl karous kā ehsān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
لذت عشق الہی مٹ جائےدرد ارمان ہوا جاتا ہےlazzat-e-ishq ilāhī miT jaa.edard armān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi
دم ذرا لو کہ مرا دم تم پرابھی قربان ہوا جاتا ہےdam zarā lo ki mirā dam tum parabhī qurbān huā jaatā haiداغؔ دہلویDagh Dehlvi