غیر کو منہ لگا کے دیکھ لیاجھوٹ سچ آزما کے دیکھ لیاġhair ko muñh lagā ke dekh liyājhuuT sach aazmā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ان کے گھر داغ جا کے دیکھ لیادل کے کہنے میں آ کے دیکھ لیاun ke ghar 'dāġh' jā ke dekh liyādil ke kahne meñ aa ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کتنی فرحت فزا تھی بوئے وفااس نے دل کو جلا کے دیکھ لیاkitnī farhat-fazā thī bū-e-vafāus ne dil ko jalā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کبھی غش میں رہا شب وعدہکبھی گردن اٹھا کے دیکھ لیاkabhī ġhash meñ rahā shab-e-va.adakabhī gardan uThā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
جنس دل ہے یہ وہ نہیں سوداہر جگہ سے منگا کے دیکھ لیاjins-e-dil hai ye vo nahīñ saudāhar jagah se mañgā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi