کبھی غش میں رہا شب وعدہکبھی گردن اٹھا کے دیکھ لیاkabhī ġhash meñ rahā shab-e-va.adakabhī gardan uThā ke dekh liyāRaatداغؔ دہلویDagh Dehlvi
غیر کو منہ لگا کے دیکھ لیاجھوٹ سچ آزما کے دیکھ لیاġhair ko muñh lagā ke dekh liyājhuuT sach aazmā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ان کے گھر داغ جا کے دیکھ لیادل کے کہنے میں آ کے دیکھ لیاun ke ghar 'dāġh' jā ke dekh liyādil ke kahne meñ aa ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کتنی فرحت فزا تھی بوئے وفااس نے دل کو جلا کے دیکھ لیاkitnī farhat-fazā thī bū-e-vafāus ne dil ko jalā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
جنس دل ہے یہ وہ نہیں سوداہر جگہ سے منگا کے دیکھ لیاjins-e-dil hai ye vo nahīñ saudāhar jagah se mañgā ke dekh liyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ملا محبت کا سوز مجھ کو تو بولے صبح ازل فرشتےمثال شمع مزار ہے تو ، تری کوئی انجمن نہیں ہےMila Mohabbat Ka Souz Mujh Ko To Bole Subah-e-Azal FarishteMisal-e-Shama-e-Mazar Hai Tu, Teri Koi Anjuman Nahin Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
چمک تیری عیاں بجلی میں ، آتش میں ، شرارے میںجھلک تیری ہویدا چاند میں ،سورج میں ، تارے میںChamak Teri Ayan Bijli Mein, Atish Mein, Sharare MeinJhalak Teri Haweda Chand Mein, Suraj Mein, Tare Meinعلامہ اقبالAllama Iqbal