کیا بدگمانیاں ہیں انہیں مجھ کو حکم ہےگھر میں خدا کے بھی تو نہ مہمان جائیےkyā bad-gumāniyāñ haiñ unheñ mujh ko hukm haighar meñ ḳhudā ke bhī to na mehmān jā.iyeKhudaداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اب وہ یہ کہہ رہے ہیں مری مان جائیےاللہ تیری شان کے قربان جائیےab vo ye kah rahe haiñ mirī maan jā.iyeallāh terī shaan ke qurbān jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
بگڑے ہوئے مزاج کو پہچان جائیےسیدھی طرح نہ مانئے گا مان جائیےbigḌe hue mizāj ko pahchān jā.iyesīdhī tarah na māniyegā maan jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کس کا ہے خوف روکنے والا ہی کون ہےہر روز کیوں نہ جائیے مہمان جائیےkis kā hai ḳhauf rokne vaalā hī kaun haihar roz kyuuñ na jā.iye mehmān jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
محفل میں کس نے آپ کو دل میں چھپا لیااتنوں میں کون چور ہے پہچان جائیےmahfil meñ kis ne aap ko dil meñ chhupā liyāitnoñ meñ kaun chor hai pahchān jā.iyeداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کے عاشق تو ہیں ہزاروں بنوں میں پھرتے ہیں مارے مارےمیں اس کا بندہ بنوں گا جس کو خدا کے بندوں سے پیار ہوگاḳhudā ke āshiq to haiñ hazāroñ banoñ meñ phirte haiñ maare maaremaiñ us kā banda banūñgā jis ko ḳhudā ke bandoñ se pyaar hogāعلامہ اقبالAllama Iqbal
غالب خدا کرے کہ سوار سمند نازدیکھوں علی بہادر عالی گہر کو میں'ġhālib' ḳhudā kare ki savār-e-samand-e-nāzdekhūñ alī bahādur-e-ālī-guhar ko maiñمرزا غالبMirza Ghalib