شہر خالی کئے دکاں کیسیایک ہی بادہ خوار ہم بھی ہیںshahr ḳhālī kiye dukāñ kaisīek hī bāda-ḳhvār ham bhī haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
ان کے اک جاں نثار ہم بھی ہیںہیں جہاں سو ہزار ہم بھی ہیںun ke ik jāñ-nisār ham bhī haiñhaiñ jahāñ sau hazār ham bhī haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
تم بھی بے چین ہم بھی ہیں بے چینتم بھی ہو بے قرار ہم بھی ہیںtum bhī bechain ham bhī haiñ bechaintum bhī ho be-qarār ham bhī haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
اے فلک کہہ تو کیا ارادہ ہےعیش کے خواست گار ہم بھی ہیںai falak kah to kyā irāda haiaish ke ḳhvāst-gār ham bhī haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi
کھینچ لائے گا جذب دل ان کوہمہ تن انتظار ہم بھی ہیںkhīñch lā.egā jazb-e-dil un kohama tan intizār ham bhī haiñداغؔ دہلویDagh Dehlvi