پوچھ مت وجہ سیہ مستیٔ ارباب چمنسایۂ تاک میں ہوتی ہے ہوا موج شرابpūchh mat vaj.h-e-siyah-mastī-e-arbāb-e-chamansāya-e-tāk meñ hotī hai havā mauj-e-sharābMai-kadaBaharمرزا غالبMirza Ghalib
پھر ہوا وقت کہ ہو بال کشا موج شرابدے بط مے کو دل و دست شنا موج شرابphir huā vaqt ki ho bāl-kushā mauj-e-sharābde bat-e-mai ko dil-o-dast-e-shanā mauj-e-sharābمرزا غالبMirza Ghalib
جو ہوا غرقۂ مے بخت رسا رکھتا ہےسر سے گزرے پہ بھی ہے بال ہما موج شرابjo huā ġharqa-e-mai baḳht-e-rasā rakhtā haisar se guzre pe bhī hai bāl-e-humā mauj-e-sharābمرزا غالبMirza Ghalib
ہے یہ برسات وہ موسم کہ عجب کیا ہے اگرموج ہستی کو کرے فیض ہوا موج شرابhai ye barsāt vo mausam ki ajab kyā hai agarmauj-e-hastī ko kare faiz-e-havā mauj-e-sharābمرزا غالبMirza Ghalib
چار موج اٹھتی ہے طوفان طرب سے ہر سوموج گل موج شفق موج صبا موج شرابchaar mauj uThtī hai tūfān-e-tarab se har sūmauj-e-gul mauj-e-shafaq mauj-e-sabā mauj-e-sharābمرزا غالبMirza Ghalib
نہ مجھ سے کہہ کہ اجل ہے پیام عیش و سرورنہ کھینچ نقشہ کیفیت شراب طہورNa Mujh Se Keh Ke Ajal Hai Payam-e-Aysh-o-SuroorNa Khainch Naqsha-e-Kafiat-e-Sharab-e-Tahoorعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس عمل میں عیش کی لذت نہیں ملتی اسدزور نسبت مے سے رکھتا ہے اضارا کا نمکis amal meñ aish kī lazzat nahīñ miltī 'asad'zor nisbat mai se rakhtā hai azārā kā namakمرزا غالبMirza Ghalib
مجھے فریفتہ ساقی جمیل نہ کربیان حور نہ کر ، ذکر سلسبیل نہ کرMujhe Fareefta-e-Saqi-e-Jameel Na KarByan-e-Hoor Na Kar, Zikr-e-Salsbeel Na Karعلامہ اقبالAllama Iqbal