وصل میں ہجر کا ڈر یاد آیاعین جنت میں سقر یاد آیاvasl meñ hijr kā Dar yaad aayāain jannat meñ saqar yaad aayāJudaiYaadمرزا غالبMirza Ghalib
پھر مجھے دیدۂ تر یاد آیادل جگر تشنۂ فریاد آیاphir mujhe dīda-e-tar yaad aayādil jigar tishna-e-faryād aayāمرزا غالبMirza Ghalib
دم لیا تھا نہ قیامت نے ہنوزپھر ترا وقت سفر یاد آیاdam liyā thā na qayāmat ne hanūzphir tirā vaqt-e-safar yaad aayāمرزا غالبMirza Ghalib
سادگی ہائے تمنا یعنیپھر وہ نیرنگ نظر یاد آیاsādgī-hā-e-tamannā ya.anīphir vo nairañg-e-nazar yaad aayāمرزا غالبMirza Ghalib
عذر واماندگی اے حسرت دلنالہ کرتا تھا جگر یاد آیاuzr-e-vāmāndagī ai hasrat-e-dilnaala kartā thā jigar yaad aayāمرزا غالبMirza Ghalib
بولی کہ مجھے رخصت تنویر عطا ہوجب تک نہ ہو مشرق کا ہر اک ذرہ جہاں تابBoli Ke Mujhe Rukhsat-e-Tanveer Atta HoJab Tak Na Ho Mashriq Ka Har Ek Zarra Jahan Taabعلامہ اقبالAllama Iqbal