جوہر آئینہ جز رمز سر مژگاں نہیںآشنا کی ہم دگر سمجھے ہے ایما آشناjauhar-e-ā.īna juz ramz-e-sar-e-mizhgāñ nahīñāshnā kī ham-digar samjhe hai iimā āshnāHusnمرزا غالبMirza Ghalib
رشک کہتا ہے کہ اس کا غیر سے اخلاص حیفعقل کہتی ہے کہ وہ بے مہر کس کا آشناrashk kahtā hai ki us kā ġhair se iḳhlās haifaql kahtī hai ki vo be-mehr kis kā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
ذرہ ذرہ ساغر مے خانۂ نیرنگ ہےگردش مجنوں بہ چشمک ہائے لیلی آشناzarra zarra sāġhar-e-mai-ḳhāna-e-nai-rañg haigardish-e-majnūñ ba-chashmak-hā-e-lailā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
شوق ہے ساماں طراز نازش ارباب عجزذرہ صحرا دست گاہ و قطرہ دریا آشناshauq hai sāmāñ-tarāz-e-nāzish-e-arbāb-e-ajzzarra sahrā-dast-gāh o qatra dariyā-āshnāمرزا غالبMirza Ghalib
میں اور ایک آفت کا ٹکڑا وہ دل وحشی کہ ہےعافیت کا دشمن اور آوارگی کا آشناmaiñ aur ek aafat kā TukḌā vo dil-e-vahshī ki haiāfiyat kā dushman aur āvārgī kā āshnāمرزا غالبMirza Ghalib