جب کہ تجھ بن نہیں کوئی موجودپھر یہ ہنگامہ اے خدا کیا ہےjab ki tujh bin nahīñ koī maujūdphir ye hañgāma ai ḳhudā kyā haiKhudaمرزا غالبMirza Ghalib
دل ناداں تجھے ہوا کیا ہےآخر اس درد کی دوا کیا ہےdil-e-nādāñ tujhe huā kyā haiāḳhir is dard kī davā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
ہم ہیں مشتاق اور وہ بیزاریا الہی یہ ماجرا کیا ہےham haiñ mushtāq aur vo be-zāryā ilāhī ye mājrā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
میں بھی منہ میں زبان رکھتا ہوںکاش پوچھو کہ مدعا کیا ہےmaiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā huuñkaash pūchho ki mudda.ā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
یہ پری چہرہ لوگ کیسے ہیںغمزہ و عشوہ و ادا کیا ہےye parī-chehra log kaise haiñġhamza o ishva o adā kyā haiمرزا غالبMirza Ghalib
اگر ہنگامہ ہائے شوق سے ہے لا مکاں خالیخطا کس کی ہے یا رب لا مکاں تیرا ہے یا میراagar hañgāma-hā-e-shauq se hai lā-makāñ ḳhālīḳhatā kis kī hai yā rab lā-makāñ terā hai yā merāعلامہ اقبالAllama Iqbal
پھونکا ہے کس نے گوش محبت میں اے خداافسون انتظار تمنا کہیں جسےphūñkā hai kis ne gosh-e-mohabbat meñ ai ḳhudāafsūn-e-intizār tamannā kaheñ jiseمرزا غالبMirza Ghalib
آئے ہیں میر کافر ہو کر خدا کے گھر میںپیشانی پر ہے قشقہ زنار ہے کمر میںaa.e haiñ 'mīr' kāfir ho kar ḳhudā ke ghar meñpeshānī par hai qashqa zunnār hai kamar meñمیر تقی میرMir Taqi Mir