ہمیں پھر ان سے امید اور انہیں ہماری قدرہماری بات ہی پوچھیں نہ وہ تو کیونکر ہوhameñ phir un se ummīd aur unheñ hamārī qadrhamārī baat hī pūchheñ na vo to kyūñkar hoUmeedمرزا غالبMirza Ghalib
گئی وہ بات کہ ہو گفتگو تو کیونکر ہوکہے سے کچھ نہ ہوا پھر کہو تو کیونکر ہوga.ī vo baat ki ho guftugū to kyūñkar hokahe se kuchh na huā phir kaho to kyūñkar hoمرزا غالبMirza Ghalib
ہمارے ذہن میں اس فکر کا ہے نام وصالکہ گر نہ ہو تو کہاں جائیں ہو تو کیونکر ہوhamāre zehn meñ us fikr kā hai naam visālki gar na ho to kahāñ jaa.eñ ho to kyūñkar hoمرزا غالبMirza Ghalib
ادب ہے اور یہی کشمکش تو کیا کیجےحیا ہے اور یہی گو مگو تو کیونکر ہوadab hai aur yahī kashmakash to kyā kiijehayā hai aur yahī gū-magū to kyūñkar hoمرزا غالبMirza Ghalib
تمہیں کہو کہ گزارا صنم پرستوں کابتوں کی ہو اگر ایسی ہی خو تو کیونکر ہوtumhīñ kaho ki guzārā sanam-parastoñ kābutoñ kī ho agar aisī hī ḳhū to kyūñkar hoمرزا غالبMirza Ghalib