واں کنگر استغنا ہر دم ہے بلندی پریاں نالے کو اور الٹا دعواۓ رسائی ہےvaañ kañgar-e-istiġhnā har-dam hai bulandī paryaañ naale ko aur ulTā dāvā-e-rasā.ī haiمرزا غالبMirza Ghalib
گلشن کو تری صحبت از بس کہ خوش آئی ہےہر غنچے کا گل ہونا آغوش کشائی ہےgulshan ko tirī sohbat az-bas-ki ḳhush aa.ī haihar ġhunche kā gul honā āġhosh-kushā.ī haiمرزا غالبMirza Ghalib
از بس کہ سکھاتا ہے غم ضبط کے اندازےجو داغ نظر آیا اک چشم نمائی ہےaz-bas-ki sikhātā hai ġham zabt ke andāzejo daaġh nazar aayā ik chasm-numā.ī haiمرزا غالبMirza Ghalib