خوں ہے دل خاک میں احوال بتاں پر یعنیان کے ناخن ہوئے محتاج حنا میرے بعدḳhuuñ hai dil ḳhaak meñ ahvāl-e-butāñ par ya.anīun ke nāḳhun hue mohatāj-e-hinā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
حسن غمزے کی کشاکش سے چھٹا میرے بعدبارے آرام سے ہیں اہل جفا میرے بعدhusn ġhamze kī kashākash se chhuTā mere ba.adbaare ārām se haiñ ahl-e-jafā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
منصب شیفتگی کے کوئی قابل نہ رہاہوئی معزولی انداز و ادا میرے بعدmansab-e-sheftagī ke koī qābil na rahāhuī māzūli-e-andāz-o-adā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
شمع بجھتی ہے تو اس میں سے دھواں اٹھتا ہےشعلۂ عشق سیہ پوش ہوا میرے بعدsham.a bujhtī hai to us meñ se dhuāñ uThtā haisho.ala-e-ishq siyah-posh huā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
در خور عرض نہیں جوہر بیداد کو جانگہ ناز ہے سرمے سے خفا میرے بعدdar-ḳhur-e-arz nahīñ jauhar-e-bedād ko jānigah-e-nāz hai surme se ḳhafā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib