منصب شیفتگی کے کوئی قابل نہ رہاہوئی معزولی انداز و ادا میرے بعدmansab-e-sheftagī ke koī qābil na rahāhuī māzūli-e-andāz-o-adā mere ba.adHusnمرزا غالبMirza Ghalib
حسن غمزے کی کشاکش سے چھٹا میرے بعدبارے آرام سے ہیں اہل جفا میرے بعدhusn ġhamze kī kashākash se chhuTā mere ba.adbaare ārām se haiñ ahl-e-jafā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
شمع بجھتی ہے تو اس میں سے دھواں اٹھتا ہےشعلۂ عشق سیہ پوش ہوا میرے بعدsham.a bujhtī hai to us meñ se dhuāñ uThtā haisho.ala-e-ishq siyah-posh huā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
خوں ہے دل خاک میں احوال بتاں پر یعنیان کے ناخن ہوئے محتاج حنا میرے بعدḳhuuñ hai dil ḳhaak meñ ahvāl-e-butāñ par ya.anīun ke nāḳhun hue mohatāj-e-hinā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
در خور عرض نہیں جوہر بیداد کو جانگہ ناز ہے سرمے سے خفا میرے بعدdar-ḳhur-e-arz nahīñ jauhar-e-bedād ko jānigah-e-nāz hai surme se ḳhafā mere ba.adمرزا غالبMirza Ghalib
نگاہ فقر میں شان سکندری کیا ہے!خراج کی جو گدا ہو ، وہ قیصری کیا ہےNigah-e-Faqr Mein Shan-e-Sikandari Kya HaiKharaj Ki Jo Gada Ho, Woh Qaisri Kya Hai!علامہ اقبالAllama Iqbal