ہیں فصاحت میں مثل واعظ و حالی دونوںدیکھنا یہ ہے کہ بے لاگ سخن کس کا ہےhaiñ fasāhat meñ masal vaa.iz o 'hālī' donoñdekhnā ye hai ki be-lāg suḳhan kis kā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کبک و قمری میں ہے جھگڑا کہ چمن کس کا ہےکل بتا دے گی خزاں یہ کہ وطن کس کا ہےkabk o qumrī meñ hai jhagḌā ki chaman kis kā haikal batā degī ḳhizāñ ye ki vatan kis kā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
فیصلہ گردش دوراں نے کیا ہے سو بارمرو کس کا ہے بدخشان و ختن کس کا ہےfaisla gardish-e-daurāñ ne kiyā hai sau baarmarv kis kā hai badaḳhshān o ḳhutan kis kā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
دم سے یوسف کے جب آباد تھا یعقوب کا گھرچرخ کہتا تھا کہ یہ بیت حزن کس کا ہےdam se yūsuf ke jab ābād thā yāqūb kā gharcharḳh kahtā thā ki ye bait-e-huzan kis kā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
مطمئن اس سے مسلماں نہ مسیحی نہ یہوددوست کیا جانئے یہ چرخ کہن کس کا ہےmutma.in is se musalmāñ na masīhī na yahūddost kyā jāniye ye charḳh-e-kuhan kis kā haiالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali