کھیت رستے پر ہے اور رہ رو سوارکشت ہے سرسبز اور نیچی ہے باڑkhet raste par hai aur rah-rau savārkisht hai sarsabz aur nīchī hai baaḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
گھر ہے وحشت خیز اور بستی اجاڑہو گئی ایک اک گھڑی تجھ بن پہاڑghar hai vahshat-ḳhez aur bastī ujaaḌho ga.ī ek ik ghaḌī tujh bin pahāḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
آج تک قصر امل ہے ناتمامبندھ چکی ہے بارہا کھل کھل کے پاڑaaj tak qasr-e-amal hai nā-tamāmbañdh chukī hai bār-hā khul khul ke paaḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
ہے پہنچنا اپنا چوٹی تک محالاے طلب نکلا بہت اونچا پہاڑhai pahuñchnā apnā choTī tak muhālai talab niklā bahut ūñchā pahāḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali
کھیلنا آتا ہے ہم کو بھی شکارپر نہیں زاہد کوئی ٹٹی کی آڑkhelnā aatā hai ham ko bhī shikārpar nahīñ zāhid koī TaTTī kī aaḌالطاف حسین حالیAltaf Hussain Hali