راز حرم سے شاید اقبال باخبر ہےہیں اس کی گفتگو کے انداز محرمانہrāz-e-haram se shāyad 'iqbāl' bā-ḳhabar haihaiñ is kī guftugū ke andāz mahramānaعلامہ اقبالAllama Iqbal
اعجاز ہے کسی کا یا گردش زمانہٹوٹا ہے ایشیا میں سحر فرنگیانہejaaz hai kisī kā yā gardish-e-zamānaTuuTā hai asia meñ sehr-e-firañgiyānaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تعمیر آشیاں سے میں نے یہ راز پایااہل نوا کے حق میں بجلی ہے آشیانہtāmīr-e-āshiyāñ se maiñ ne ye raaz paayāahl-e-navā ke haq meñ bijlī hai āshiyānaعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ بندگی خدائی وہ بندگی گدائییا بندۂ خدا بن یا بندۂ زمانہye bandagī ḳhudā.ī vo bandagī gadā.īyā banda-e-ḳhudā ban yā banda-e-zamānaعلامہ اقبالAllama Iqbal
غافل نہ ہو خودی سے کر اپنی پاسبانیشاید کسی حرم کا تو بھی ہے آستانہġhāfil na ho ḳhudī se kar apnī pāsbānīshāyad kisī haram kā tū bhī hai āstānaعلامہ اقبالAllama Iqbal