کی حق سے فرشتوں نے اقبال کی غمازیگستاخ ہے کرتا ہے فطرت کی حنا بندیkī haq se farishtoñ ne 'iqbāl' kī ġhammāzīgustāḳh hai kartā hai fitrat kī hinā-bandīعلامہ اقبالAllama Iqbal
خاکی ہے مگر اس کے انداز ہیں افلاکیرومی ہے نہ شامی ہے کاشی نہ سمرقندیḳhākī hai magar is ke andāz haiñ aflākīruumī hai na shāmī hai kāshī na samarqandīعلامہ اقبالAllama Iqbal
سکھلائی فرشتوں کو آدم کی تڑپ اس نےآدم کو سکھاتا ہے آداب خداوندیsikhlā.ī farishtoñ ko aadam kī taḌap us neaadam ko sikhātā hai ādāb-e-ḳhudāvandīعلامہ اقبالAllama Iqbal