رمزِ زندگیRamz E Zindagi

کی حق سے فرشتوں نے اقبال کی غمازی

Ghazal · Allama Iqbal · علامہ اقبال · 3 sher · Roman Urdu ke saath

kī haq se farishtoñ ne 'iqbāl' kī ġhammāzīgustāḳh hai kartā hai fitrat kī hinā-bandī
ḳhākī hai magar is ke andāz haiñ aflākīruumī hai na shāmī hai kāshī na samarqandī
sikhlā.ī farishtoñ ko aadam kī taḌap us neaadam ko sikhātā hai ādāb-e-ḳhudāvandī