جستجو میں ہے وہاں بھی روح کو آرام کیا؟واں بھی انساں ہے قتیل ذوق استفہام کیا؟Justujoo Mein Hai Wahan Bhi Rooh Ko Aaram Kya?Wan Bhi Insan Hai Qateel-e-Zauq-e-Istafham Kya?علامہ اقبالAllama Iqbal
مہر روشن چھپ گیا ، اٹھی نقاب روئے شامشانہ ہستی پہ ہے بکھرا ہوا گیسوئے شامMehr-e-Roshan Chup Gya, Uthi Niqab-e-Ruye ShamShan-e-Hasti Pe Hai Bikhra Huwa Gaisuay Shamعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ سیہ پوشی کی تیاری کس کے غم میں ہےمحفل قدرت مگر خورشید کے ماتم میں ہےYe Seyh Poshi Ki Tayari Kisi Ke Gham Mein HaiMehfil-e-Qudrat Magar Khurshid Ke Matam Mein Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
کر رہا ہے آسماں جادو لب گفتار پرساحر شب کی نظر ہے دیدہ بیدار پرKer Raha Hai Aasman Jadoo Lab-e-Guftar PerSahar-e-Shab Ki Nazar Hai Didah-e-Beedar Perعلامہ اقبالAllama Iqbal
غوطہ زن دریاے خاموشی میں ہے موج ہواہاں ، مگر اک دور سے آتی ہے آواز دراGhota Zan Daryae Khamoshi Mein Hai Mouj-e-HawaHaan, Magar Ek Door Se Ati Hai Awaz E Draعلامہ اقبالAllama Iqbal