وصل کے اسباب پیدا ہوں تری تحریر سےدیکھ کوئی دل نہ دکھ جائے تری تقریر سےWasl Ke Asbab Paida Hon Teri Tehreer SeDekh! Koi Dil Na Dukh Jaye Teri Taqreer SeGhamعلامہ اقبالAllama Iqbal
اے کہ تیرا مرغ جاں تار نفس میں ہے اسیراے کہ تیری روح کا طائر قفس میں ہے اسیرAe Ke Tera Murgh-e-Jaan Taar-e-Nafas Mein Hai AseerAe Ke Teri Rooh Rooh Ka Taeer Qafas Mein Hai Aseerعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس چمن کے نغمہ پیرائوں کی آزادی تو دیکھشہر جو اجڑا ہوا تھا اس کی آبادی تو دیکھIss Chaman Ke Naghma Pairaon Ki Azadi To DekhSheher Jo Ujra Huwa Tha, Uss Ki Abadi To Dekhعلامہ اقبالAllama Iqbal
فکر رہتی تھی مجھے جس کی وہ محفل ہے یہیصبر و استقلال کی کھیتی کا حاصل ہے یہیFikr Rehti Thi Mujhe Jis Ki Woh Mehfil Hai YehiSabr-o-Istaqlaal Ki Khaiti Ka Hasil Hai Yehiعلامہ اقبالAllama Iqbal
سنگ تربت ہے مرا گرویدہ تقریر دیکھچشم باطن سے ذرا اس لوح کی تحریر دیکھSang-e-Turbat Hai Mera Gerwida-e-Taqreer DekhChashm-e-Batin Se Zara Iss Loh Ki Tehreer Dekhعلامہ اقبالAllama Iqbal