وہ میرا یوسف ثانی وہ شمع محفل عشقہوئی ہے جس کی اخوت قرار جاں مجھ کوWoh Mera Yousaf-e-Sani, Woh Shama-e-Mehfil-e-IshqHuwi Hai Jis Ki Akhuwat Qarar-e-Jaan Mujh KoIshqRaatعلامہ اقبالAllama Iqbal
فرشتے پڑھتے ہیں جس کو وہ نام ہے تیرابڑی جناب تری، فیض عام ہے تیراFarishte Parhte Hain Jis Ko Woh Naam Hai TeraBari Janab Teri, Faiz Aam Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
ستارے عشق کے تیری کشش سے ہیں قائمنظام مہر کی صورت نظام ہے تیراSitare Ishq Ke Teri Kashish Se Hain QaeemNizam-e-Mehr Ki Soorat Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
تری لحد کی زیارت ہے زندگی دل کیمسیح و خضر سے اونچا مقام ہے تیراTeri Lehad Ki Ziarat Hai Zindagi Dil KiMaseeh-o-Khizar Se Uncha Maqam Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
نہاں ہے تیری محبت میں رنگ محبوبیبڑی ہے شان، بڑا احترام ہے تیراNihan Hai Teri Mohabbat Mein Rang-e-MehboobiBari Hai Shaan, Ehtaraam Hai Teraعلامہ اقبالAllama Iqbal
قضا نے تھا مجھے چاہا خراب بادۂ الفتفقط خراب لکھا بس نہ چل سکا قلم آگےqazā ne thā mujhe chāhā ḳharāb-e-bāda-e-ulfatfaqat ḳharāb likhā bas na chal sakā qalam aageمرزا غالبMirza Ghalib
کہہ گئیں راز محبت پردہ داری ہائے شوقتھی فغاں وہ بھی جسے ضبط فغاں سمجھا تھا میںkah ga.iiñ rāz-e-mohabbat parda-dārī-hā-e-shauqthī fuġhāñ vo bhī jise zabt-e-fuġhāñ samjhā thā maiñعلامہ اقبالAllama Iqbal
یکساں ہے حسن و عشق کی سر مستیوں کا رنگان کی خبر انہیں ہے نہ میری خبر مجھےyaksāñ hai husn-o-ishq kī sar-mastiyoñ kā rañgun kī ḳhabar unheñ hai na merī ḳhabar mujheجگر مرادآبادیJigar Moradabadi