گفتار سیاست میں وطن اور ہی کچھ ہےارشاد نبوت میں وطن اور ہی کچھ ہےGuftar-e-Siasat Mein Watan Aur Hi Kuch HaiIrshad-e-Nabuwwat Mein Watan Aur Hi Kuch Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس دور میں مے اور ہے ، جام اور ہے جم اورساقی نے بنا کی روش لطف و ستم اورIss Dour Mein Mai Aur Hai, Jaam Aur Hai Jam AurSaqi Ne Bina Ki Rawish-e-Lutf-o-Sitam Aurعلامہ اقبالAllama Iqbal
مسلم نے بھی تعمیر کیا اپنا حرم اورتہذیب کے آزر نے ترشوائے صنم اورMuslim Ne Bhi Tameer Kiya Apna Haram AurTehzeeb Ke Azar Ne Tarshawaye Sanam Aurعلامہ اقبالAllama Iqbal
ان تازہ خداؤں میں بڑا سب سے وطن ہےجو پیرہن اس کا ہے ، وہ مذہب کا کفن ہےIn Taza Khudaon Mein Bara Sub Se Watan HaiJo Pairhan Iss Ka Hai, Woh Mazhab Ka Kafan Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ بت کہ تراشیدہء تہذیب نوی ہےغارت گر کاشانہء دین نبوی ہےYe But Ke Tarashida-e-Tehzeeb-e-Nawi HaiGharatgar-e-Kashana-e-Deen-e-Nabwi Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal