یہ ہندیوں کے فکر فلک رس کا ہے اثررفعت میں آسماں سے بھی اونچا ہے بام ہندYe Hindiyon Ke Fikr-e-Falak Ras Ka Hai AsarRiffat Mein Asman Se Bhi Uncha Hai Baam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
لبریز ہے شراب حقیقت سے جام ہندسب فلسفی ہیں خطہء مغرب کے رام ہندLabraiz Hai Sharab-e-Haqiqat Se Jam-e-HindSub Falsafi Hain Khita-e-Maghrib Ke Raam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
اس دیس میں ہوئے ہیں ہزاروں ملک سرشتمشہور جن کے دم سے ہے دنیا میں نام ہندIss Dais Mein Huwe Hain Hazaron Malak SarashtMashoor Jin Ke Dam Se Hai Dunya Mein Naam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
ہے رام کے وجود پہ ہندوستاں کو نازاہل نظر سمجھتے ہیں اس کو امام ہندHai Raam Ke Wujood Pe Hindustan Ko NaazAhl-e-Nazar Samajhte Hain Uss Ko Imam-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal
اعجاز اس چراغ ہدایت کا ہے یہیروشن تر از سحر ہے زمانے میں شام ہندEjaz Uss Charagh-e-Hadayat Ka Hai YehiRoshan Tar Az Sehar Hai Zamane Mein Sham-e-Hindعلامہ اقبالAllama Iqbal