اس دور میں سب مٹ جائیں گے، ہاں! باقی وہ رہ جائے گاجو قائم اپنی راہ پہ ہے اور پکا اپنی ہٹ کا ہےIss Dour Mein Sub Mit Jaen Ge, Haan! Baqi Woh Rehjaye GaJo Qaeem Apni Rah Pe Hai Aur Pakka Apni Hat Ka HaiIntezarعلامہ اقبالAllama Iqbal
مشرق میں اصول دین بن جاتے ہیںمغرب میں مگر مشین بن جاتے ہیںMashriq Mein Asool Deen Ban Jate HainMaghrib Mein Magar Machine Ban Jate Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
رہتا نہیں ایک بھی ہمارے پلےواں ایک کے تین تین بن جاتے ہیںRehta Nahin Aik Bhi Humare PalleWaan Aik Ke Teen Teen Ban Jate Hainعلامہ اقبالAllama Iqbal
لڑکیاں پڑھ رہی ہیں انگریزیڈھونڈلی قوم نے فلاح کی راہLarkiyan Parh Rahi Hain AngraiziDhoond Li Qoum Ne Falah Ki Rahعلامہ اقبالAllama Iqbal
روش مغربی ہے مدنظروضع مشرق کو جانتے ہیں گناہRawish-e-Maghrabi Hai Madd-e-NazarWazaa-e-Mashriq Ko Jante Hain Gunahعلامہ اقبالAllama Iqbal
غبار راہ کو بخشا گیا ہے ذوق جمالخرد بتا نہیں سکتی کہ مدعا کیا ہےGhubar-E-Rah Ko Bakhsha Gya Hai Zauq-E-JamalKhirad Bata Nahin Sakti Ke Muddaa Kya Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal