خودی کو جب نظر آتی ہے قاہری اپنییہی مقام ہے کہتے ہیں جس کو سلطانیKhudi Ko Jab Nazar Ati Hai Qahari ApniYehi Maqam Hai Kehte Hain Jis Ko SultaniKhudiعلامہ اقبالAllama Iqbal
کسے خبر کہ ہزاروں مقام رکھتا ہےوہ فقر جس میں ہے بے پردہ روح قرآنیKise Khabar Ke Hazaron Maqam Rakhta HaiWoh Faqr Jis Mein Hai Be-Parda Rooh-e-Quraniعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہی مقام ہے مومن کی قوتوں کا عیاراسی مقام سے آدم ہے ظل سبحانیYehi Maqam Hai Momin Ki Quwwaton Ka AyarIssi Maqam Se Adam Hai Zil-e-Subhaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہ جبر و قہر نہیں ہے ، یہ عشق و مستی ہےکہ جبر و قہر سے ممکن نہیں جہاں بانیYe Jabr-e-Qehr Nahin, Ye Ishq-o-Masti HaiKe Jabr-o-Qehr Se Mumkin Nahin Jahan Baaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
کیا گیا ہے غلامی میں مبتلا تجھ کوکہ تجھ سے ہو نہ سکی فقر کی نگہبانیKiya Gya Ha Ghulami Mein Mubtala Tujh KoKe Tujh Se Ho Saki Faqr Ki Nighebaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
اسے صبح ازل انکار کی جرأت ہوئی کیوں کرمجھے معلوم کیا وہ رازداں تیرا ہے یا میراuse sub.h-e-azal inkār kī jur.at huī kyūñkarmujhe mālūm kyā vo rāz-dāñ terā hai yā merāعلامہ اقبالAllama Iqbal
جاں داد گاں کا حوصلہ فرصت گداز ہےیاں عرصۂ طپیدن بسمل نہیں رہاjāñ-dād-gāñ kā hausla fursat-gudāz haiyaañ arsa-e-tapīdan-e-bismil nahīñ rahāمرزا غالبMirza Ghalib
برق کم حوصلہ ہے ہم بھی تودل کو بے قرار رکھتے ہیںbarq kam-hausla hai ham bhī todil ko be-qarār rakhte haiñمیر تقی میرMir Taqi Mir