یہ جبر و قہر نہیں ہے ، یہ عشق و مستی ہےکہ جبر و قہر سے ممکن نہیں جہاں بانیYe Jabr-e-Qehr Nahin, Ye Ishq-o-Masti HaiKe Jabr-o-Qehr Se Mumkin Nahin Jahan BaaniIshqDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
کسے خبر کہ ہزاروں مقام رکھتا ہےوہ فقر جس میں ہے بے پردہ روح قرآنیKise Khabar Ke Hazaron Maqam Rakhta HaiWoh Faqr Jis Mein Hai Be-Parda Rooh-e-Quraniعلامہ اقبالAllama Iqbal
خودی کو جب نظر آتی ہے قاہری اپنییہی مقام ہے کہتے ہیں جس کو سلطانیKhudi Ko Jab Nazar Ati Hai Qahari ApniYehi Maqam Hai Kehte Hain Jis Ko Sultaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
یہی مقام ہے مومن کی قوتوں کا عیاراسی مقام سے آدم ہے ظل سبحانیYehi Maqam Hai Momin Ki Quwwaton Ka AyarIssi Maqam Se Adam Hai Zil-e-Subhaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
کیا گیا ہے غلامی میں مبتلا تجھ کوکہ تجھ سے ہو نہ سکی فقر کی نگہبانیKiya Gya Ha Ghulami Mein Mubtala Tujh KoKe Tujh Se Ho Saki Faqr Ki Nighebaniعلامہ اقبالAllama Iqbal
دی عشق نے حرارت سوز دروں تجھےاور گل فروش اشک شفق گوں کیا مجھےDi Ishq Ne Hararat-e-Souz-e-Duron TujheAur Gul Farosh-e-Ashak-e-Shafaq-Goon Kiya Mujheعلامہ اقبالAllama Iqbal
کیوں کیا رہا جو مقابلہ خطرات گام بہ گام سےسر بام عشق تمام تک رہ شوق نیم تمام سےkyuuñ kiyā rahā jo muqābla ḳhatrāt-e-gām-ba-gām sesar-e-bām-e-ishq-e-tamām tak rah-e-shauq-e-nīm-tamām seجگر مرادآبادیJigar Moradabadi