زندہ دل سے نہیں پوشیدہ ضمیر تقدیرخواب میں دیکھتا ہے عالم نو کی تصویرZinda Dil Se Nahin Poshida Zameer-e-TaqdeerKhawab Mein Dekhta Hai Alam-e-Nau Ki Tasveerعلامہ اقبالAllama Iqbal
اور جب بانگ اذاں کرتی ہے بیدار اسےکرتا ہے خواب میں دیکھی ہوئی دنیا تعمیرAur Jab Bang-e-Zan Karti Hai Baidar UsseKarta Hai Khawab Mein Dekhi Huwi Dunya Tameerعلامہ اقبالAllama Iqbal
بدن اس تازہ جہاں کا ہے اسی کی کف خاکروح اس تازہ جہاں کی ہے اسی کی تکبیرBadan Uss Taza Jahan Ka Hai Ussi Ki Kaf-e-KhakRooh Iss Taza Jahan Ki Hai Ussi Ki Takbeerعلامہ اقبالAllama Iqbal