بہتر ہے کہ شیروں کو سکھا دیں رم آہو،باقی نہ رہے شیر کی شیری کا فسانہ'Behtar Hai Ke Sheron Ko Sikha Dain Ram-e-AahuBaqi Na Rahe Sher Ki Sheri Ka Fasana'علامہ اقبالAllama Iqbal
شاعر بھی ہیں پیدا ، علما بھی ، حکما بھیخالی نہیں قوموں کی غلامی کا زمانہShayar Bhi Hain Paida, Ulma Bhi, Hukma BhiKhali Nahin Qoumon Ki Ghulami Ka Zamanaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مقصد ہے ان اللہ کے بندوں کا مگر ایکہر ایک ہے گو شرح معانی میں یگانہMaqsad Hai In Allah Ke Bandon Ka Magar AikHar Aik Hai Go Sharah-e-Maani Mein Yaganaعلامہ اقبالAllama Iqbal
کرتے ہیں غلاموں کو غلامی پہ رضامندتاویل مسائل کو بناتے ہیں بہانہKarte Hain Ghulamon Ko Ghulami Pe RazamandTaveel-e-Masael Ko Banate Hain Bahanaعلامہ اقبالAllama Iqbal