شاعر بھی ہیں پیدا ، علما بھی ، حکما بھیخالی نہیں قوموں کی غلامی کا زمانہShayar Bhi Hain Paida, Ulma Bhi, Hukma BhiKhali Nahin Qoumon Ki Ghulami Ka ZamanaDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
مقصد ہے ان اللہ کے بندوں کا مگر ایکہر ایک ہے گو شرح معانی میں یگانہMaqsad Hai In Allah Ke Bandon Ka Magar AikHar Aik Hai Go Sharah-e-Maani Mein Yaganaعلامہ اقبالAllama Iqbal
بہتر ہے کہ شیروں کو سکھا دیں رم آہو،باقی نہ رہے شیر کی شیری کا فسانہ'Behtar Hai Ke Sheron Ko Sikha Dain Ram-e-AahuBaqi Na Rahe Sher Ki Sheri Ka Fasana'علامہ اقبالAllama Iqbal
کرتے ہیں غلاموں کو غلامی پہ رضامندتاویل مسائل کو بناتے ہیں بہانہKarte Hain Ghulamon Ko Ghulami Pe RazamandTaveel-e-Masael Ko Banate Hain Bahanaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi