!اس قوم کو تجدید کا پیغام مبارکہے جس کے تصور میں فقط بزم شبانہUss Qoum Ko Tajdeed Ka Paigham Mubarik !Hai Jis Ke Tasawwar Mein Faqt Bazm-e-Shabanaعلامہ اقبالAllama Iqbal
جو عالم ایجاد میں ہے صاحب ایجادہر دور میں کرتا ہے طواف اس کا زمانہJo Alam-e-Ijad Mein Hai Sahib-e-IjadHar Dour Mein Karta Hai Tawaaf Iss Ka Zamanaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تقلید سے ناکارہ نہ کر اپنی خودی کوکر اس کی حفاظت کہ یہ گوہر ہے یگانہTaqleed Se Nakara Na Kar Apni Khudi KoKar Iss Ki Hifazat Ke Ye Gohar Hai Yaganaعلامہ اقبالAllama Iqbal
لیکن مجھے ڈر ہے کہ یہ آوازہ تجدیدمشرق میں ہے تقلید فرنگی کا بہانہLekin Mujhe Dar Hai Ke Ye Awaza-e-TajdeedMashriq Mein Hai Taqleed-e-Farangi Ka Bahanaعلامہ اقبالAllama Iqbal