جو عالم ایجاد میں ہے صاحب ایجادہر دور میں کرتا ہے طواف اس کا زمانہJo Alam-e-Ijad Mein Hai Sahib-e-IjadHar Dour Mein Karta Hai Tawaaf Iss Ka ZamanaDuniyaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تقلید سے ناکارہ نہ کر اپنی خودی کوکر اس کی حفاظت کہ یہ گوہر ہے یگانہTaqleed Se Nakara Na Kar Apni Khudi KoKar Iss Ki Hifazat Ke Ye Gohar Hai Yaganaعلامہ اقبالAllama Iqbal
!اس قوم کو تجدید کا پیغام مبارکہے جس کے تصور میں فقط بزم شبانہUss Qoum Ko Tajdeed Ka Paigham Mubarik !Hai Jis Ke Tasawwar Mein Faqt Bazm-e-Shabanaعلامہ اقبالAllama Iqbal
لیکن مجھے ڈر ہے کہ یہ آوازہ تجدیدمشرق میں ہے تقلید فرنگی کا بہانہLekin Mujhe Dar Hai Ke Ye Awaza-e-TajdeedMashriq Mein Hai Taqleed-e-Farangi Ka Bahanaعلامہ اقبالAllama Iqbal
تجھے تو وعدۂ دیدار ہم سے کرنا تھایہ کیا کیا کہ جہاں کو امیدوار کیاtujhe to vāda-e-dīdār ham se karnā thāye kyā kiyā ki jahāñ ko umīd-vār kiyāداغؔ دہلویDagh Dehlvi
خدا کی یاد میں محویت دل بادشاہی ہےمگر آساں نہیں ہے ساری دنیا کو بھلا دیناḳhudā kī yaad meñ mahviyat-e-dil bādshāhī haimagar āsāñ nahīñ hai saarī duniyā ko bhulā denāاکبر الہ آبادیAkbar Allahabadi