سلسلہ فتنۂ قیامت کاتیری خوش قامتی سے ملتا ہےsilsila fitna-e-qayāmat kāterī ḳhush-qāmatī se miltā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
آدمی آدمی سے ملتا ہےدل مگر کم کسی سے ملتا ہےaadmī aadmī se miltā haidil magar kam kisī se miltā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
بھول جاتا ہوں میں ستم اس کےوہ کچھ اس سادگی سے ملتا ہےbhuul jaatā huuñ maiñ sitam us kevo kuchh is sādgī se miltā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
آج کیا بات ہے کہ پھولوں کارنگ تیری ہنسی سے ملتا ہےaaj kyā baat hai ki phūloñ kārañg terī hañsī se miltā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
مل کے بھی جو کبھی نہیں ملتاٹوٹ کر دل اسی سے ملتا ہےmil ke bhī jo kabhī nahīñ miltāTuuT kar dil usī se miltā haiجگر مرادآبادیJigar Moradabadi