نازکی اس کے لب کی کیا کہیےپنکھڑی اک گلاب کی سی ہےnāzukī us ke lab kī kyā kahiyepañkhuḌī ik gulāb kī sī haiHusnمیر تقی میرMir Taqi Mir
ہستی اپنی حباب کی سی ہےیہ نمائش سراب کی سی ہےhastī apnī habāb kī sī haiye numā.ish sarāb kī sī haiمیر تقی میرMir Taqi Mir
چشم دل کھول اس بھی عالم پریاں کی اوقات خواب کی سی ہےchashm-e-dil khol is bhī aalam paryaañ kī auqāt ḳhvāb kī sī haiمیر تقی میرMir Taqi Mir
بار بار اس کے در پہ جاتا ہوںحالت اب اضطراب کی سی ہےbaar baar us ke dar pe jaatā huuñhālat ab iztirāb kī sī haiمیر تقی میرMir Taqi Mir
نقطۂ خال سے ترا ابروبیت اک انتخاب کی سی ہےnuqta-e-ḳhāl se tirā abrūbait ik intiḳhāb kī sī haiمیر تقی میرMir Taqi Mir
اللہ اللہ یہ کمال اور ارتباط حسن و عشقفاصلے ہوں لاکھ دل سے دل جدا ہوتا نہیںallāh allāh ye kamāl aur irtibāt-e-husn-o-ishqfāsle hoñ laakh dil se dil judā hotā nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تری زلفاں میں یو مکھ جو کہ دیکھےاسے شمع شبستاں یاد آوےtirī zulfāñ meñ yū mukh jo ki dekheuse sham-e-shabistāñ yaad aaveولی دکنیWali Dakani
آپس میں آج دست و گریباں ہے روز و شباے مہروش زری کا نہیں موئے باف زلفaapas meñ aaj dast-o-garebāñ hai roz o shabai mehr-vash zarī kā nahīñ mū-e-bāf-e-zulfبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar