عشق سے جا نہیں کوئی خالیدل سے لے عرش تک بھرا ہے عشقishq se jā nahīñ koī ḳhālīdil se le arsh tak bharā hai ishqIshqمیر تقی میرMir Taqi Mir
کیا حقیقت کہوں کہ کیا ہے عشقحق شناسوں کے ہاں خدا ہے عشقkyā haqīqat kahūñ ki kyā hai ishqhaq-shanāsoñ ke haañ ḳhudā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
دل لگا ہو تو جی جہاں سے اٹھاموت کا نام پیار کا ہے عشقdil lagā ho to jī jahāñ se uThāmaut kā naam pyaar kā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
اور تدبیر کو نہیں کچھ دخلعشق کے درد کی دوا ہے عشقaur tadbīr ko nahīñ kuchh daḳhlishq ke dard kī davā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
کیا ڈبایا محیط میں غم کےہم نے جانا تھا آشنا ہے عشقkyā Dubāyā muhīt meñ ġham keham ne jaanā thā āshnā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
بے خطر کود پڑا آتش نمردو میں عشقعقل ہے محو تماشائے لب بام ابھیBe-Khatar Kood Para Aatish-e-Namrood Mein IshqAqal Hai Mehv-e-Tamasha-e-Lab-e-Baam Abhiعلامہ اقبالAllama Iqbal