کیا ڈبایا محیط میں غم کےہم نے جانا تھا آشنا ہے عشقkyā Dubāyā muhīt meñ ġham keham ne jaanā thā āshnā hai ishqIshqGhamمیر تقی میرMir Taqi Mir
کیا حقیقت کہوں کہ کیا ہے عشقحق شناسوں کے ہاں خدا ہے عشقkyā haqīqat kahūñ ki kyā hai ishqhaq-shanāsoñ ke haañ ḳhudā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
دل لگا ہو تو جی جہاں سے اٹھاموت کا نام پیار کا ہے عشقdil lagā ho to jī jahāñ se uThāmaut kā naam pyaar kā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
اور تدبیر کو نہیں کچھ دخلعشق کے درد کی دوا ہے عشقaur tadbīr ko nahīñ kuchh daḳhlishq ke dard kī davā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
عشق سے جا نہیں کوئی خالیدل سے لے عرش تک بھرا ہے عشقishq se jā nahīñ koī ḳhālīdil se le arsh tak bharā hai ishqمیر تقی میرMir Taqi Mir
آہ! کیوں دکھ دینے والی شے سے تجھ کو پیار ہےکھیل اس کاغذ کے ٹکڑے سے ، یہ بے آزار ہےAh! Kyun Dukh Dene Wali Shay Se Tujh Ko Pyar HaiKhail Iss Kaghaz Ke Tukre Se, Ye Be-Azaar Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal