اے خط بیاض عارض درکار ہے جو تجھ کوتحریر حسن کی کچھ روداد کیا کرے گاai ḳhatt-e-bayāz aariz darkār hai jo tujh kotahrīr husn kī kuchh rūdād kyā karegāHusnنظم طباطبائیNazm Tabatabai
پرسش جو ہوگی تجھ سے جلاد کیا کرے گالے خون میں نے بخشا تو یاد کیا کرے گاpursish jo hogī tujh se jallād kyā karegāle ḳhuun maiñ ne baḳhshā tū yaad kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
ہوں دام میں پر افشاں اور سادگی سے حیراںکیوں تیز کی ہیں چھریاں صیاد کیا کرے گاhuuñ daam meñ pur-afshāñ aur sādgī se hairāñkyuuñ tez kī haiñ chhuriyāñ sayyād kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
ظالم یہ سوچ کر اب دیتا ہے بوسۂ لبجب ہونٹ سی دیئے پھر فریاد کیا کرے گاzālim ye soch kar ab detā hai bosa-e-labjab hoñT sī diye phir fariyād kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai
زنجیر تار داماں ہے طوق اک گریباںزور جنوں نہ کم ہو حداد کیا کرے گاzanjīr tār-e-dāmāñ hai tauq ik garebāñzor-e-junūñ na kam ho haddād kyā karegāنظم طباطبائیNazm Tabatabai