آتے آتے اس طرف ان کی سواری رہ گئیدل کی دل میں آرزوئے جاں نثاری رہ گئیaate aate is taraf un kī savārī rah ga.īdil kī dil meñ ārzū-e-jāñ-nisārī rah ga.īUmeedبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہوتے ہوتے چشم سے آج اشک باری رہ گئیآبرو بارے تری ابر بہاری رہ گئیhote hote chashm se aaj ashk-bārī rah ga.īaabrū baare tirī abr-e-bahārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہم کو خطرہ تھا کہ لوگوں میں تھا چرچا اور کچھبات خط آنے سے تیرے پر ہماری رہ گئیham ko ḳhatra thā ki logoñ meñ thā charchā aur kuchhbaat ḳhat aane se tere par hamārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ٹکڑے ٹکڑے ہو کے اڑ جائے گا سب سنگ مزاردل میں بعد از مرگ کچھ گر بے قراری رہ گئیTukḌe TukḌe ho ke uḌ jā.egā sab sañg-e-mazārdil meñ ba.ad-az-marg kuchh gar be-qarārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اتنا ملیے خاک میں جو خاک میں ڈھونڈے کوئیخاکساری خاک کی گر خاکساری رہ گئیitnā miliye ḳhaak meñ jo ḳhaak meñ DhūñDe koīḳhāksārī ḳhaak kī gar ḳhāksārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar