ہم کو خطرہ تھا کہ لوگوں میں تھا چرچا اور کچھبات خط آنے سے تیرے پر ہماری رہ گئیham ko ḳhatra thā ki logoñ meñ thā charchā aur kuchhbaat ḳhat aane se tere par hamārī rah ga.īDuniyaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہوتے ہوتے چشم سے آج اشک باری رہ گئیآبرو بارے تری ابر بہاری رہ گئیhote hote chashm se aaj ashk-bārī rah ga.īaabrū baare tirī abr-e-bahārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
آتے آتے اس طرف ان کی سواری رہ گئیدل کی دل میں آرزوئے جاں نثاری رہ گئیaate aate is taraf un kī savārī rah ga.īdil kī dil meñ ārzū-e-jāñ-nisārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ٹکڑے ٹکڑے ہو کے اڑ جائے گا سب سنگ مزاردل میں بعد از مرگ کچھ گر بے قراری رہ گئیTukḌe TukḌe ho ke uḌ jā.egā sab sañg-e-mazārdil meñ ba.ad-az-marg kuchh gar be-qarārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اتنا ملیے خاک میں جو خاک میں ڈھونڈے کوئیخاکساری خاک کی گر خاکساری رہ گئیitnā miliye ḳhaak meñ jo ḳhaak meñ DhūñDe koīḳhāksārī ḳhaak kī gar ḳhāksārī rah ga.īبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اک جہان تازہ کا پیغام تھا جن کا ظہورکھا گئی عصر کہن کو جن کی تیغ ناصبورEk Jahan-e-Taza Ka Pegham Tha Jin Ka ZahoorKha Gyi Asr-e-Kuhan Ko Jin Ki Taegh-e-Na-Saboorعلامہ اقبالAllama Iqbal
نالہ کش شیراز کا بلبل ہوا بغداد پرداغ رویا خون کے آنسو جہاں آباد پرNala-Kash Sheeraz Ka Bulbul Huwa Baghdad ParDagh Roya Khoon Ke Ansu Jahan-Abad Parعلامہ اقبالAllama Iqbal