مضمون وصل و ہجر جو نامہ میں ہے رقمہے حرف بھی کہیں سے ملے اور کہیں سے دورmazmūn-e-vasl-o-hijr jo naame meñ hai raqamhai harf bhī kahīñ se mile aur kahīñ se duurJudaiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
کیونکر نہ خاکسار رہیں اہل کیں سے دوردیکھو زمیں فلک سے فلک ہے زمیں سے دورkyūñkar na ḳhāksār raheñ ahl-e-kīñ se duurdekho zamīñ falak se falak hai zamīñ se duurبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
پروانہ وصل شمع پہ دیتا ہے اپنی جاںکیونکر رہے دل اس کے رخ آتشیں سے دورparvāna vasl-e-sham.a pe detā hai apnī jaañkyūñkar rahe dil us ke ruḳh-e-ātishīñ se duurبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
گو تیر بے گماں ہے مرے پاس پر ابھیجائے نکل کے سینۂ چرخ بریں سے دورgo tīr-e-be-gumāñ hai mire paas par abhījaa.e nikal ke sīna-e-charḳh-e-barīñ se duurبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
وہ کون ہے کہ جاتے نہیں آپ جس کے پاسلیکن ہمیشہ بھاگتے ہو تم ہمیں سے دورvo kaun hai ki jaate nahīñ aap jis ke paaslekin hamesha bhāgte ho tum hamīñ se duurبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar