رہے حرص و ہوا دائم عزیزو ساتھ جب اپنےنہ کیونکر فکر بیش و کم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوrahe hirs-o-havā daa.im azīzo saath jab apnena kyūñkar fikr-e-besh-o-kam hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
محبت چاہیے باہم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوخوشی ہو اس میں یا ہو غم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوmohabbat chāhiye bāham hameñ bhī ho tumheñ bhī hoḳhushī ho is meñ yā ho ġham hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
غنیمت تم اسے سمجھو کہ اس خم خانہ میں یارونصیب اک دم دل خرم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوġhanīmat tum ise samjho ki is ḳhum-ḳhāne meñ yaaronasīb ik-dam dil-e-ḳhurram hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دلاؤ حضرت دل تم نہ یاد خط سبز اس کاکہیں ایسا نہ ہو یہ سم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوdilāo hazrat-e-dil tum na yād-e-ḳhat-e-sabz us kākahīñ aisā na ho ye sam hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہمیشہ چاہتا ہے دل کہ مل کر کیجے مے نوشیمیسر جام مے جم جم ہمیں بھی ہو تمہیں بھی ہوhamesha chāhtā hai dil ki mil kar kiije mai-noshīmayassar jām-e-mai-e-jam-jam hameñ bhī ho tumheñ bhī hoبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar