روبرو اس زلف کے دام بلا کیا چیز ہےاس نگہ کے سامنے تیر قضا کیا چیز ہےrū-ba-rū us zulf ke dām-e-balā kyā chiiz haius nigah ke sāmne tīr-e-qazā kyā chiiz haiHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیکھو انساں خاک کا پتلا بنا کیا چیز ہےبولتا ہے اس میں کیا وہ بولتا کیا چیز ہےdekho insāñ ḳhaak kā putlā banā kyā chiiz haiboltā hai is meñ kyā vo boltā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یوں تو ہیں سارے بتاں غارتگر ایمان و دیںایک وہ کافر صنم نام خدا کیا چیز ہےyuuñ to haiñ saare butāñ ġhārat-gar-e-īmān-o-dīñek vo kāfir sanam nām-e-ḳhudā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
جس نے دل میرا دیا دام محبت میں پھنساوہ نہیں معلوم مج کو ناصحا کیا چیز ہےjis ne dil merā diyā dām-e-mohabbat meñ phañsāvo nahīñ mālūm muj ko nāsehā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہووے اک قطرہ جو زہراب محبت کا نصیبخضر پھر تو چشمۂ آب بقا کیا چیز ہےhove ik qatra jo zahrāb-e-mohabbat kā nasībḳhizr phir to chashma-e-āb-e-baqā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اللہ اللہ یہ کمال اور ارتباط حسن و عشقفاصلے ہوں لاکھ دل سے دل جدا ہوتا نہیںallāh allāh ye kamāl aur irtibāt-e-husn-o-ishqfāsle hoñ laakh dil se dil judā hotā nahīñجگر مرادآبادیJigar Moradabadi
تری زلفاں میں یو مکھ جو کہ دیکھےاسے شمع شبستاں یاد آوےtirī zulfāñ meñ yū mukh jo ki dekheuse sham-e-shabistāñ yaad aaveولی دکنیWali Dakani
آپس میں آج دست و گریباں ہے روز و شباے مہروش زری کا نہیں موئے باف زلفaapas meñ aaj dast-o-garebāñ hai roz o shabai mehr-vash zarī kā nahīñ mū-e-bāf-e-zulfبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar