جس نے دل میرا دیا دام محبت میں پھنساوہ نہیں معلوم مج کو ناصحا کیا چیز ہےjis ne dil merā diyā dām-e-mohabbat meñ phañsāvo nahīñ mālūm muj ko nāsehā kyā chiiz haiIshqبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دیکھو انساں خاک کا پتلا بنا کیا چیز ہےبولتا ہے اس میں کیا وہ بولتا کیا چیز ہےdekho insāñ ḳhaak kā putlā banā kyā chiiz haiboltā hai is meñ kyā vo boltā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
روبرو اس زلف کے دام بلا کیا چیز ہےاس نگہ کے سامنے تیر قضا کیا چیز ہےrū-ba-rū us zulf ke dām-e-balā kyā chiiz haius nigah ke sāmne tīr-e-qazā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یوں تو ہیں سارے بتاں غارتگر ایمان و دیںایک وہ کافر صنم نام خدا کیا چیز ہےyuuñ to haiñ saare butāñ ġhārat-gar-e-īmān-o-dīñek vo kāfir sanam nām-e-ḳhudā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
ہووے اک قطرہ جو زہراب محبت کا نصیبخضر پھر تو چشمۂ آب بقا کیا چیز ہےhove ik qatra jo zahrāb-e-mohabbat kā nasībḳhizr phir to chashma-e-āb-e-baqā kyā chiiz haiبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
آہ! کیوں دکھ دینے والی شے سے تجھ کو پیار ہےکھیل اس کاغذ کے ٹکڑے سے ، یہ بے آزار ہےAh! Kyun Dukh Dene Wali Shay Se Tujh Ko Pyar HaiKhail Iss Kaghaz Ke Tukre Se, Ye Be-Azaar Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal