دل صد چاک بنایا تو بلا سے لیکنزلف مشکیں کا ترے شانہ بنایا ہوتاdil-e-sad-chāk banāyā to balā se lekinzulf-e-mushkīñ kā tire shāna banāyā hotāHusnبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یا مجھے افسر شاہانہ بنایا ہوتایا مرا تاج گدایانہ بنایا ہوتاyā mujhe afsar-e-shāhāna banāyā hotāyā mirā taaj gadāyāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اپنا دیوانہ بنایا مجھے ہوتا تو نےکیوں خرد مند بنایا نہ بنایا ہوتاapnā dīvāna banāyā mujhe hotā tū nekyuuñ ḳhirad-mand banāyā na banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خاکساری کے لیے گرچہ بنایا تھا مجھےکاش خاک در جانانہ بنایا ہوتاḳhāksārī ke liye garche banāyā thā mujhekaash ḳhāk-e-dar-e-jānāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نشۂ عشق کا گر ظرف دیا تھا مجھ کوعمر کا تنگ نہ پیمانہ بنایا ہوتاnashsha-e-ishq kā gar zarf diyā thā mujh koumr kā tañg na paimāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
نیند سیں کھل گئیں مری آنکھیں سو دیکھا یار کوںیا اندھارا اس قدر تھا یا اجالا ہو گیاسراج اورنگ آبادیSiraj Aurangabadi
شرر بن کے رہتی ہے انساں کے دل میںوہ ہے نور مطلق کی آنکھوں کا تاراSharar Ban Ke Rehti Hai Insan Ke Dil MeinWoh Hai Noor-e-Mutliq Ki Ankhon Ka Taraعلامہ اقبالAllama Iqbal