نشۂ عشق کا گر ظرف دیا تھا مجھ کوعمر کا تنگ نہ پیمانہ بنایا ہوتاnashsha-e-ishq kā gar zarf diyā thā mujh koumr kā tañg na paimāna banāyā hotāIshqMai-kadaبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
یا مجھے افسر شاہانہ بنایا ہوتایا مرا تاج گدایانہ بنایا ہوتاyā mujhe afsar-e-shāhāna banāyā hotāyā mirā taaj gadāyāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
اپنا دیوانہ بنایا مجھے ہوتا تو نےکیوں خرد مند بنایا نہ بنایا ہوتاapnā dīvāna banāyā mujhe hotā tū nekyuuñ ḳhirad-mand banāyā na banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
خاکساری کے لیے گرچہ بنایا تھا مجھےکاش خاک در جانانہ بنایا ہوتاḳhāksārī ke liye garche banāyā thā mujhekaash ḳhāk-e-dar-e-jānāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
دل صد چاک بنایا تو بلا سے لیکنزلف مشکیں کا ترے شانہ بنایا ہوتاdil-e-sad-chāk banāyā to balā se lekinzulf-e-mushkīñ kā tire shāna banāyā hotāبہادر شاہ ظفرBahadur Shah Zafar
آہ! کیوں دکھ دینے والی شے سے تجھ کو پیار ہےکھیل اس کاغذ کے ٹکڑے سے ، یہ بے آزار ہےAh! Kyun Dukh Dene Wali Shay Se Tujh Ko Pyar HaiKhail Iss Kaghaz Ke Tukre Se, Ye Be-Azaar Haiعلامہ اقبالAllama Iqbal