خطر ہے رشتۂ الفت رگ گردن نہ ہو جاوے
Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 2 sher · Roman Urdu ke saath
ḳhatar hai rishta-e-ulfat rag-e-gardan na ho jaaveġhurūr-e-dostī aafat hai tū dushman na ho jaave
samajh is fasl meñ kotāhi-e-nashv-o-numā 'ġhālib'agar gul sarv ke qāmat pe pairāhan na ho jaave