رمزِ زندگیRamz E Zindagi

نشہ ‌ہا شاداب رنگ و ساز ‌ہا مست طرب

Ghazal · Mirza Ghalib · مرزا غالب · 2 sher · Roman Urdu ke saath

nashsha-hā shādāb-e-rañg o sāz-hā mast-e-tarabshīsha-e-mai sarv-e-sabz-e-jū-e-bār-e-naġhma hai
ham-nashīñ mat kah ki barham kar na bazm-e-aish-e-dostvaañ to mere naale ko bhī e'tibār-e-naġhma hai