Dil Zinda-o-Baidar Agar Ho To BatadreejBande Ko Atta Karte Hain Chashme-e-Nigran Aur
Ahwal-o-Maqamat Pe Mouqoof Hai Sub KuchHar Lehza Hai Salik Ka Zaman Aur Makan Aur
Alfaz-o-Maani Mein Tafawat Nahin LekinMullah Ki Azan Aur, Mujahid Ki Azan Aur
Parwaz Hai Dono Ki Issi Aik Faza MeinKargas Ka Jahan Aur Hai, Shaheen Ka Jahan Aur