Wohi Bot Faroshi, Wohi Bot Gari HaiCinema Hai Ya San’at-e-Azari Hai
Woh San’at Na Thi, Shewa-e-Kafiri ThaYe San’at Nahin, Shewa-e-Sahiri Hai
Woh Mazhab Tha Aqwam-e-Ehd-e-Kuhan KaYe Tehzeeb-e-Hazir Ki Soudagari Hai
Woh Dunya Ki Mitti, Ye Dozkh Ki MittiWoh Bot Khana Khaki, Ye Khakastari Hai